CHUK CHUK RAIL CHALI

*_CHUK CHUK CHUK CHUK RAIL CHALI HAI UMMAT KI AHELE SUNNAT KI DEEN KE DUSHMAN DEKH RAHE HAI DOOR KHDHE TUK TUK TUK_*
*_CHUK CHUK CHUK CHUK RAIL CHALI HAI UMMAT KI AHELE SUNNAT KI_*

*_CHALEGE GURBRGA KI JANIB HAJI MALNG BHI JANA HAI HAJI ALI KE ROZE SE MAKHDUM MAHEMI AANA HAI KHWAJA NIZAMUDDIN SE HOKAR SABIR PIYA KO JAYENGE PANIPAT KARNAL PAHUCH KAR DUKHDA WAHI SUNAYEGE CHUMEGE ROZE KI JALI DAULH DAULH JHUK JHUK_*

*_CHUK CHUK CHUK CHUK RAIL CHALI HAI UMMAT KI AHELE SUNNAT KI DEEN KE DUSHMAN DEKH RAHE HAI DOOR KHDHE TUK TUK TUK_*
*_CHUK CHUK CHUK CHUK RAIL CHALI HAI UMMAT KI AHELE SUNNAT KI_*

*_REEL KE EK DIBBE ME BAYTE WALI QUTUB AFDAL BHI HAI ISI BAITHE SAHE MULAN HAZRAT BABA HELAL BHI HAI ISI BAITHE KAMAR ALI DARVSH SIVAPUR KE RAZA SABKO LEKAR RAEL CHALI HAI KAHETI HUI KHWAJA KHWAJA PAHUCH JAB AJMER RO SITI BOL PADI RUK RUK_*

*_CHUK CHUK CHUK CHUK RAIL CHALI HAI UMMAT KI AHELE SUNNAT KI DEEN KE DUSHMAN DEKH RAHE HAI DOOR KHDHE TUK TUK TUK_*
*_CHUK CHUK CHUK CHUK RAIL CHALI HAI UMMAT KI AHELE SUNNAT KI_*

*_ISI ME BAITHE AALA HAZRAT AALA HAZRAT MAKHDUM ASRAF SAMNANI ISI ME DULHA MAHREHRA KE JINKA KARAM HAI LASANI ISI ME BAITHE HAJI WARIS ISI ME HAI MIRA DATA ISI ME BABA BAIHRAICH KE GAZI SAYYAD SALAR IN WALIYO KE KARDO HAWALE SAB APNA SUKH DUKH_* 

*_CHUK CHUK CHUK CHUK RAIL CHALI HAI UMMAT KI AHELE SUNNAT KI DEEN KE DUSHMAN DEKH RAHE HAI DOOR KHDHE TUK TUK TUK_*
*_CHUK CHUK CHUK CHUK RAIL CHALI HAI UMMAT KI AHELE SUNNAT KI_*

*_SOCH LO RAHI IS DUNIYA SE EK DIN TUMKO JANA HAI HASR ME HOKAR PESHE KHUDA FIR APNE MUH KO DIKHANA HAI RAHO ISI KI TAYYARI ME OUR JAMA SAMAN KARO OUR ISI QUR'AN KE SAAYE ME TAZA IMAAN KARO NAMAZ ROZA ZAKAT FITRA MAAL KARO SAB BUK_*

*_CHUK CHUK CHUK CHUK RAIL CHALI HAI UMMAT KI AHELE SUNNAT KI DEEN KE DUSHMAN DEKH RAHE HAI DOOR KHDHE TUK TUK TUK_*
*_CHUK CHUK CHUK CHUK RAIL CHALI HAI UMMAT KI AHELE SUNNAT KI_*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

आला हज़रत के इश्किया कलाम

उरसे मुफतिऐ आज़म

BAZM E SAADAT ME KAHA GAYA KALAAM