Jab Teri Yaad Main Duniya Se Gaya Koi

*"JAB TERI YAAD MAIN DUNIYA SE GAYA HAI KOI ,*

*JAAN LENE KO DULHAN BAN KE KAZA AAYI HAI".* 

Maulana Hasan Raza Khan Rahmatullahi Tala Alaih.

*"JISKE HAATHO KE BANAYE HUYE HAIN HUSNO JAMAL,*

*AYE HASEEN TERI ADA USKO PASAND AAYI HAI".*

*"NA UMMEEDON TUMHE MUZDA KI KHUDA REHMAT,*

*UNHE MEHSHAR MAIN TUMHARE HI LIYE LAAYI HAI".*

 *"BAGH E JANNAT MAIN NIRALI CHAMAN ARAI HAI,*
*KYA MADINE PE FIDA HOKAR BAHAR AAYI HAI".*

 *"TERE JALWON MAIN YE AALAM HAI KI CHASME AALAM,*
*TAAB DEEDAR NAHI FIR BHI TAMASHAAYI HAI".*

 *"CHASME BE KHAWAAB KE SADQE MAIN HAI BEDAAR NASEEB,*
*AAP JAAGO TOH HAME CHAIN KI NEEND AAYI HAI".*

*"AYE HASAN HUSNE JAHAAN TAAB KE SADQE JAOON,*

*ZARRE ZARRE SE AAYA JALWA E ZEBAYI HAI".*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

आला हज़रत के इश्किया कलाम

उरसे मुफतिऐ आज़म

BAZM E SAADAT ME KAHA GAYA KALAAM