Main Jaa Raha Hun Padhne Naat E Paak Ko

*💐MAI JA RAHA HUN PADHNE NAAT E PAK KO*
*💐MIL JAAYE MAQBULIYAT MERE ASHAR KO*


🌹 *DUOBA HUWA SURAJ FIR SE FIRA DIYA*
🌹 *JATI HUI NAMAZ ALI NE ADA KIYA*


🌹 *SHERO KA THA YE MASHWARA BAKRI KO ROK LE*
🌹 *HOGI ISI BAHANE ZIYARAT RASOOL KI* 


💐 *TAQTA THA SHAP BHI BARSO SE GAAR ME*
💐 *DEKHENGE HUM BHI CHEHRA THA INTEZAAR ME*


🌹 *TAYENI KO MUSTAFA NE TALWAAR शBANA DIYA*
🌹 *AAYA JO SAMNE DUSHMAN JAHNNAM PAHUCHA DIYA*


💐 *LAGAYA THA AAKH ME JAB LOAAB E PAAK KO*
💐 *TAQLEEF ME RAHAT MILI THI AAKH KO*

💐 *KITNA BADA HAI EHSA UMMAT PE NABI KA*
💐 *GUNHAGAAR THA YE IMRAN PEER AZHARI BANA DIYA*



*💐AATI THI JO NAAT MAINE SUNA DIYA*
*💐SUN KAR NAAT E PAH KO SAB NE DUA DIYA*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

आला हज़रत के इश्किया कलाम

उरसे मुफतिऐ आज़म

BAZM E SAADAT ME KAHA GAYA KALAAM